Hindi Shayari–1

1. Dosti se keemti koi jageer nahin.

Dosti se khubsoorat koi tasveer nahin,

Dosti to sirf ek kacha dhagha hai,

Dhage se majboot koi zanzeer nahin.

2. SACH:- waqat jaisa bhi ho “Accha” ya “Bura” badalta zaroor hai, isliye acche waqt mein kuch aisa mat karo k bure waqt mein log apka saath chood dein.

3. Mangi Mout to Zindgi De Di,

Andheron Ne Bhi Hame Roshni De Di,

Khuda Se Pucha Kya Hasin Tofa Hai Aapke Pas,

Jabab Me Usne Muje Teri Dosti De Do.

4. Sabhi Patiyon Ko 364 din ki gulami ke baad, Ek din ek pati parmeshwar hone k ehsaas ki hardik shubh kamnayen.

5. ‘SUKH’ to utna hi milega jitna Punya kiya hoga aapne…

LEKIN

“SHANTI’  utni hi milegi jitni Gharwali ki ichchha hogi.

HARI OM.

This Post Has One Comment

Leave a Reply